Un k andaz-e-karam un pe wo ana dil ka -- Ahmad Faraz
Page 1 of 1

Un k andaaz-e-karam, un pe wo ana dil ka
hye wo waqt, wo baatein, wo zaman dil ka,
na suna us ne tawajja se fasan dil ka
umar guzri par dard na jana dil ka,
dil lagi, dil ki lagi ban k mita deti hai
rog dushman ko bhi Ya RAB na lagana dil ka,
wo bhi apne na huwe dil bhi gya hathon se
aise aane se behter hai na aana dil ka,
un ki mehfil mein Faraz, un k tabassum ki qasam
hum dekkhte reh gaye haath se jana dil ka,.......

Similar topics
» Wo jo aa jaate hain ankhon mein sitare lekr -- Ahmad Faraz
» Adab na karein -- Ahmad Nadeem Qasmi
» Emaan, Umeed, Mohabbat -- Novel by Umaira Ahmad
» Andaz Apna Apna (1994) -- Online/Download
» Musaafat -- Riaz Ahmad Riaz Poetry Book

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum