Tere ki Kaam ka hon ?-- Amazing Ghazal
Page 1 of 1
Tere ki Kaam ka hon ?-- Amazing Ghazal
Shehr-e-fana hon tere kis kaam ka hon,
ek bujhta sa diya hon, tere kis kaam ka hon.
tu rafaaqat k liye kisi aur ko chun le,
mein to khud aabla pa hon tere kis kaam ka hon.
tujh ko darkaar hain phulon k mehakte saaye,
mein to sehra mein khra hon tere kis kaam ka hon.
ae prastaar-e-gul-e-taar tera raste takte takte,
shaakh pe sookh gaya hon, tere kis kaam ka hon.
tu bhi auron ki tarah mujhse kinara kar k,
saari duniya se bura hon tere kis kaam ka hon...

Similar topics
» Wo Dua Bhi Sunta Hay ~~GHAZAL~~
» Ghazal -- Koi afsana koi baat purani likhte
» Ghazal -- Abhi iss taraf na nigah kar!!
» Ghazal -- Ajab karb ka aalam hai???
» Wafa k Qissay...??? Wonderful Ghazal

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum