Zindagi par kitab likhun ga
Page 1 of 1
Zindagi par kitab likhun ga
Zindagi par kitaab likhun ga,
us mein sare saare hisaab likhun ga.
pyar ko waqt guzaari likh kar,
chahton ko azaab likhun ga.
hui barbaad muhabbat kaise?
kaise bikhre hain khuwab likhun ga.
apni khwahish ka tazkra kar k,
NAAM us ka jawab likhun ga.
uski aankhain sharaab ki manind,
us ka chehra gulaab likhun ga.
mein us JUDAI ka sabab,
apni KISMAT kharaab likhun ga....
us mein sare saare hisaab likhun ga.
pyar ko waqt guzaari likh kar,
chahton ko azaab likhun ga.
hui barbaad muhabbat kaise?
kaise bikhre hain khuwab likhun ga.
apni khwahish ka tazkra kar k,
NAAM us ka jawab likhun ga.
uski aankhain sharaab ki manind,
us ka chehra gulaab likhun ga.
mein us JUDAI ka sabab,
apni KISMAT kharaab likhun ga....
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum