Wussat-e-dasht-e-hijr dekh k darr jata hun -- Rated
Page 1 of 1

Wussat-e-dasht-e-HIJR dekh k darr jata hun,
tujh se agey ka safar dekh k darr jata hun.
Roz dhaltey huwe suraj ki tarah shaam gaye,
main bhi ek dard k darya mein utar jata hun.
Wo bhi chup chup si kahin baith k roti ho gi,
main bhi raton ko zara dair se ghar jata hun.
Main ne bhi Jurm-e-baghawat k sitam jhilein hain,
main bhi ab log jidhar jayen, udhar jata hun.
Chal pada hun main bhi zamane k usoolon pe,
main bhi ab apni baton se MUKAR jata hun.

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|