Ghazal -- Abhi iss taraf na nigah kar!!
Page 1 of 1
Ghazal -- Abhi iss taraf na nigah kar!!
Abhi is taraf na nigah kar,
mein gazal ki palkein sanwar lon.
mera lafz lafz ho AAINA,
tujhe aaine mein utaar lon.
mein tmaam shab ka thaka huwa,
tu tamaam raat ki jagi huwi.
zara thehr ja is morr par,
tere saath shaam guzaar lon.
agar aasman ki numaishon mein,
mujhe bhi izn-e-qyam ho,
to mein MOTIYON ki dukaan se,
teri baliyaan tere haar lon.
kuch ajnabi tere shehr k,
mere paas se yun guzar gaye,
unhein dekh kar ye tadap hui,
..
...
.....
TERA naam le k pukaar lon...
mein gazal ki palkein sanwar lon.
mera lafz lafz ho AAINA,
tujhe aaine mein utaar lon.
mein tmaam shab ka thaka huwa,
tu tamaam raat ki jagi huwi.
zara thehr ja is morr par,
tere saath shaam guzaar lon.
agar aasman ki numaishon mein,
mujhe bhi izn-e-qyam ho,
to mein MOTIYON ki dukaan se,
teri baliyaan tere haar lon.
kuch ajnabi tere shehr k,
mere paas se yun guzar gaye,
unhein dekh kar ye tadap hui,
..
...
.....
TERA naam le k pukaar lon...
Similar topics
» Qissa abhi hijaab se agay nahi barha
» Ghazal -- Koi afsana koi baat purani likhte
» Tere ki Kaam ka hon ?-- Amazing Ghazal
» Wafa k Qissay...??? Wonderful Ghazal
» Yaad Jub Un Ku Kia Kerty Hain ~~GHAZAL~~
» Ghazal -- Koi afsana koi baat purani likhte
» Tere ki Kaam ka hon ?-- Amazing Ghazal
» Wafa k Qissay...??? Wonderful Ghazal
» Yaad Jub Un Ku Kia Kerty Hain ~~GHAZAL~~
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|