Ghazal -- Lamha bhar apna hawaon ko banane wale
Page 1 of 1

Lamha bhar apna hawaon ko banane wale,
ab na aayen gay palat kar kabhi jaanewale;
Kia milay ga tujhe bikhre huwe khwabon k siwa,
rait par chand ki tasweer banane wale;
Sab ne pehnatha bade shoq se kaghaz ka libaas,
jis qadar log thay barish mein nahane wale;
Mar gaye hum to ye Qutbe pe likha jaye ga,
SO gaye AAP zamane ko jagane wale;
Dar-o-deewar pe hasrat si barasti hai QATEEL,
Jaane kis Dais gaye PYAR nibhane wale.........!

Similar topics
» Wafa k Qissay...??? Wonderful Ghazal
» Wo Dua Bhi Sunta Hay ~~GHAZAL~~
» Ghazal -- Abhi iss taraf na nigah kar!!
» Ghazal -- Ajab karb ka aalam hai???
» Tere ki Kaam ka hon ?-- Amazing Ghazal

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum